Friday 17 August 2012

        kai baar train se nadiyo ke upar se nikalte huye un masoom bachho ko dekha hai. jo kevl isi udher-bun me hote hai ki machhi ko kese pakadna hai vo chote2 ustaad kai kalaye jante hain apne in armaano ko pura karne ki....vo nanhe2 khiladi apne jaal ko faila kar baith jate hai machhli ke intzar me ku6 smay baad machli fansati hai par unke intzaar ka ant yhan ni hota, ye masoom ab apne jaal ko sambhalte huye lag jate ab nayi machhli ke intzaar me......
hmare saath bhi kai bar yhi hota hai 1khusi ko pakar hum uska jashn ni mana pate tab tak hume dusari khushi ko paane ka mauka aa jata hai or hum ab uske intzar me lag jaate hain.......kya hum ise lalach bol skte hain ya bole ki zindgi yhe hai bas manzil ko paane ka intzar jo kabhi khatm ni hota....
BAS MANZILEn BADAL JATI HAIN.